Har waqt tum ko yaad karta hu,
Ha main tumsein pyaar karta hu,
Kyun tum mujhse khafa ho,
Main tumhi pai to marta hu.
I love you
Har waqt tum ko yaad karta hu,
Ha main tumsein pyaar karta hu,
Kyun tum mujhse khafa ho,
Main tumhi pai to marta hu.
I love you
Mere alfazon ko juth mat samajhna,
yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna,
ji raha tha tumhare naam par,
mar jau toh bewafa mat samajhna
Us ki yaadon main,
Us ki baaton main,
Kahin mera aqs bhi jhilmilata hoga,
Lakh masroof hoga,
Apnay kamoon main,
Phir bhi hamain soch ker
kabhi to muskurata ho ga.
Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain,
tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain.
duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Bari asaani se dil lagaye jaate hain,
par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain,
le jaati hai mohabbat un raaho par,
jaha diye nahi dil jalaye jaate hain
Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo,
Dilse pyaar k saare jazbaat le lo,
Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe,
Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo.!
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Tham ke khanjar apne hi hathon mein,
Baydardi se apney dil par vaar na karna.
Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai,tu sitam kar le teri takat jahan tak hai,wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak hai.
Ulfat ka aksar yehi dastur hota hai,
jise chaho wahi apne se dur hota hai,
Dil tutkar bikharta hai is kadar jaise
koi kanch ka khilona chur-chur hota hai.
Ek Aada Aapki Dil Churane Ke,
Ek Aada Aapki Dil Mein Bas Jane Ke,
Ek Chehra Aapka Chand Jaisa,
Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!