Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
mat chaho use jise tum pa na sako,
Pyar kahan kisi ka poora hota hai,
Iska to pehla shabad hi adhoora hota hai….
Tag: love poems for her
Hum khak Zamee ki hokar ,
Hum khak Zamee ki ho kar ,
Uss Chand ki hasrat kar baithe,
Woh cheez khuda se unchi thi,
Hum jiss se Mohabbat kar baithe.
Jagti aankho me ek khuwab aaya,
Jagti aankho me ek khuwab aaya,
koi humdard hai mera yeh khayal aaya.
chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya,
kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
log misaal mere chand ki dete hain
Ae chand, apni chandni per itna guroor na ker,
ek chand sa dost hum bhi rakhtay hain,
Jab taarif tere chand ki hoti hai,
log misaal mere chand ki dete hain.
tujh se na milnay ka yaqeen hai magar
toot jatay hain sabhi rishtay
magar dil ka dil say rishta apni jaga
tujh se na milnay ka yaqeen hai magar
tujh se milnay ke dua apni jaga
ye soch k aap khuwabon main ayain
Ajeeb si kashish hai app me ki hum
aap ke khaylo me khoye rehtay hain…
ye soch k aap khuwabon main ayain.
hum din me bhi sooye rehtay hain
mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar ,
tere laab pe khilenge muskan ban kar ,
kabhi apne se juda maat samaj na ,
hum tera saat chale ge asman ban kar.
wade kisise irade kise se,
wade kisise irade kise se,
anhe kise se nigahe kisi se,
ab yaar tumhra bharosa hi kya,
jo adhe hamare adhe kisi ke.
Badi koshish k bad use bhula diya
Badi koshish k bad use bhula diya,
uski yadon ko seenay say mita diya.
1 din phir uska paigham aya,
likha tha mujhey bhul jao,
aur mujhe bhula hua…
 har lamha yad dila diya.
dil apnon ko doge to pachtao gay
Dil dost ko do ge to dost banao gay,
saathi ko do ge to saathi banao gay,
ghairon ko doge qadar karvao gay,
or agar apnon ko doge to pachtao gay.
