Agar dunia ko kuch karkay dikhana hay to sun lo……..
hathi kai oper ulta kharay hokar photo khichwaoo… ..
phir photo ko ulta karkay dunia ko dekhaooo… Kaisaaaaaaa
Tag: Funny SMS
Jayengay car main, aayengay akhbar main
Once a husband and wife
were preparing to go office
and the wife thought
she would drive today for the office.
Wife : Chalo na car me kahin ghumne
chalte hai, aur car me drive karungi!
Huband : “Agar tum car drive karogi to
jayenge car mein, aayenge akhbaar meinâ€!!
Hadson ki waja say bachay
Kehte hain: Car mein aagay wali seat
par baccho ki vajah se HAADSE hote hain;
Or peeche wali seat par
HADSON KI WAJA se bacche hote hain..
So, plz. Avoid CAR..
girlfriend tells boyfriend in fanaa style
girlfriend tells boyfriend in fanaa style
tere paiso ko mere purse mein panaah mil jaaye
mere ishq mein teri daulat fanaa ho jaaye
subhanallah! !!
lab pay atee ha dua ban kay tamana maire
Aishwaria Rai, Preety Zinta, Kareena Kapoor
in teenon main se kise ko hona ho ga maira zaroor
main janta hoon nahi ha itni ooqaat maire
lakin, lab pay aati ha dua ban kay tamana maire
Similarity between Dinosaurs and decent girls
Do u know similarity
between Dinosaurs and Decent Girls?
?
?
?
?
Both don’t exist.
Lub pai aati hai dua ban kay tamanna meri
Meray Allah larai se bachana mujh ko,
Aur sikha day koi banduk chalana mujhko!
Khair se laut k ayain meray abbu ghar main
Urr na jain woh dhamakay sai kahin daftar main !
Raat din jaam traffic na rahay sarkon per
Koi nala na gatar bhar kar bahay sarkon per!
Qalma gawaion ko musalman banaday yarab
Naik aur saheb-e-iman banaday yarab !
Naam-e-Islam ki hurmat ko bachalay yarab
Waqt kai sarazy yazidon ko uthalay yarab
Lub pai aati hai dua ban kay tamanna meri
1 memon k ghar ko aag lag gai
1 memon k ghar ko aag lag gai,
woh ghar ko bacha nahin saka,
guess kion?
because wo sari raat fre brigade
walon ko miss calls marta raha.
Macher ne 1 admi ko din main kata
Macher ne 1 admi ko din main kata,
admi ne kaha:”tum to rat main kat’tay hona?”
Macher bola,”ghar k halat kharab hain over time ker raha hon.”
Hamari yadoon ki khushboo …
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
“Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain”
.
.
.
bus apni NAAK SAAF rakhna.
