Teachers: Bachon batao pakistan
ne jo atom bomb india pe phenka tha
aur India ne use pencil bana dia
uska naam kia hay ?
STUDENTS:-
(ADNAN SAMI) :-p
Teachers: Bachon batao pakistan
ne jo atom bomb india pe phenka tha
aur India ne use pencil bana dia
uska naam kia hay ?
STUDENTS:-
(ADNAN SAMI) :-p
Aaeen men ek aur tarmeen,
Ab new quomi tarana
Musharraf sir zameen shad baad,
Kishwar-e-Haseen shad baad,
Tou nishan-e-corruption aalishan,
Arz-e-Musharafstan,
Shad bad opposition sari barbad,
Musharaf sir zameen ka nizam,
atay, gas, bijli ka bohran,
Qoum mulk saltant,
choudhry paindabad,
shad baad,
shukat aziz mulk say farar,
parcham-e-sitara-e-hilal,
Khun main runga sara saal,
Bhol apna mazi shan-e-haal,
khudkash bombar phir hai tayar,
Musharaf hokumat ko aye na zawal
Tring Tring..
Inbox kholo
Aap k liye phool bheijay hain
–;–;–<@
–;–;–<@
–;–;–<@
ab SMS send kero warna phol wapis karo
It’s a magic:-
1 glass thanda pani lain aur
usay apne braber baithay
shakhs per dal dein
ye “Thanda pani”
usay
“garam” ker dega
Try it on ur own risk:p
*GRP MSG* a#
is*& @le$$
=not
# and$lut&
Le$$8th@t
Uff mere sms k dewane log.
Kuch bhi bhejo parhne lag jate hain:)
Is dil main taranay bohat hain,
Zindagi main bahane bohut hain,
Kis kis ko “sms” karon,
Is NAA.CHEEZ k deewane bohut hain
A Sardar & his wife were waiting for train
itne main KHYBER MAIL aa gaye
Sardar bhag k train mein charha
or
apni wife se bola
jab khyber female aye to tum bhi ajana
Maha ko dieting ka shoq tha
mamal e ae Sufi
sufi pe atmad jo tha
subah hoi to na SUFI tha na MAHA
3 sal baad maha mili
sath Habib or Sultan bhi thay
Dekha sufi ka kamal.
Sare gawahon aur bayanat ko
mad-e-nazar rakhte howay
ye adalt,
dafa 420 k tahet
$m$ parhne wale ko
$m$ na bhejne k jurm me
“MEMON” Qarar deti hai.
1 jinaza ja raha tha
bohut say log sath ja rahay thay
1 pathan bhi janazay k sath mil gia
kisi nay kaha kalma-e-shihadat
pathan bola “ZINDAB BAAD!!”