Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Tham ke khanjar apne hi hathon mein,
Baydardi se apney dil par vaar na karna.
Zindagi ko ek rangin kalpana samjho
Zindagi ko ek rangin kalpana samjho,
Subah ko sach raat ko sapna samjho,
Bhulana chahte ho sabhi ghamon ko to,
Zindagi main mujhe apna samjho..
Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari
Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari,
Jismain Mangi Humne Har Khushi Tumhari,
Jab Bhi Koi Dastak Sunai De Dil Pe,
Samjo Dua Kabul Hui Hamari
Darde Dil Mein Gham Ki Kaliyan Khilti Hai
Darde Dil Mein Gham Ki Kaliyan Khilti Hai,
Tanhai Aksar Humse Milte Hai,
Tum Ne Jabse Shuru Kiya Sms Karna,
Kasam Khuda Ki Mobile Ki Battery Kam Chalti Hai
Phulo Mein Haseen Gulab Hai
Phulo Mein Haseen Gulab Hai,
Parhai Ke Liye Zaroori Kitaab Hai,
Duniya Me Har Sawal Ka Jawab Hai,
Agar Koi Tumse Mere Bare Me Puche To Kehna Wo Lajawaab Hai
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari,
Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari,
Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki,
Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Woh Mile Humko Kahani Bankar
Woh Mile Humko Kahani Bankar,
Dil Me Rahe Pyar Ki Nishani Bankar,
Hum Jinhe Jagah Dete Hain Aakhon K Andar,
Wo Aksar Nikal Jate Hai Pani Bankar
Doston ki dastan jab waqt sunata hai
Doston ki dastan jab waqt sunata hai,
to hame bhi koi dost yaad aata hai,
Bhool jate hain hum zindgi k ghum ko,
jab aapke saath bitaya waqt yaad aata hai.
It’s too tight
Girl:It’s 2 tight
Boy:Don’t worry,I’ll do it slowly,
Gal:Push it in,
Boy:Ah..I can’t,
Gal:It’s painful,
Boy:Forget it.
.
.
.
.
We’ll buy new WEDDING RING!
People are made to be Loved
People are made to be Loved and Things r made to be Used.
The confusion is in the World because People are being Used and Things r being Loved.
