Teacher (baccha se): Agar ek nimbu ka ped samundar ke beach me hai
to tum usme se nimbu kaisa todoge?
Baccha: Me chidiya ban kar jaunga aur tod ke launga
Teacher: Tumko chidiya kya tumhara bap banayega
Baccha: to samundar ke beach nimbu ka ped kya tumhara bap lagayega.
