aaj door se hi koi salam kar gaya,
apni yadon ka ghulam ker gaya ,
apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi humain nilaam kar gaya……..
Tag: urdu poetry
Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai.
Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya.
Raat ke andhero me mera sath chorne walo me,
Mera apna saya nazar aata hai.
Zindagi zakhmo se bhari hai
Zindagi zakhmo se bhari hai,
waqt ko marham banaana seekhlo!
Haarna to hai hi maut ke saamnay,
filhaal zindagi se jeetna seekh lo!
Raat kya dhali sitare chala gayay,
Raat kya dhali sitare chala gayay,
Gairo sa kya gila jab aapna chalay gayay,
Jeet to saktay thay ishq bi bazi ham bhi,
Magar tumhe jitanay ka liya hartay chalay gayay
Hont nahi keh sakte jo afsana dil ka
Hont nahi keh sakte jo afsana dil ka,
Shayad nazar se wo baat ho jaaye,
Iss umeed se karte hain intezar raat ka ki
Shayad sapno me mulaqat ho jaye.
Sapno me bhi intezar rehta hai
Har waqt jiska khayal rehta hai,
wo to mere dil ke pass rehta hai,
mil jata hai sakoon jiski ek jhalak say,
uska haqeqat me hi nahi,
sapno me bhi intezar rehta hai.
Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me,
Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me,
to qasam se hum muskurana chor denge,
tadapte rahenge use dekhne ko magar,
uski taraf palke uthana chor denge.
Aankhon me tumhe dekh k pehchaan na le.
Bheeg jaati hain meri palkein jab tanhai main
Dar lagta hai, koi wajah jaan na le.
Dar to yun bhi lagta hai k koi meri
Aankhon me tumhe dekh k pehchaan na le.
Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
Pyaar ruswai hai saahil nahi,
Jo samajhte hai ishq ko mehfil,
Wo ishq ke qabil nahi.
Kaash hum SMS hotay
Kaash hum SMS hotay
aik click main tumhare paas hotay
Bhale tum Hamein delete kar dete
par kuch pal ke liye hum tumharay ehsaas to hotay
