Dil ki hasti bikhar gayai hoti,
Aur rooh k zakham bhar gayai hotay,
Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai,
Warna hum tou kab k mar gayai hotay…
Tag: poetry sms
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati,
marna chahte hai magar maut paas nahi Aati.
Bahut Udaas hain hum is zindagi se,
Kismat bhi Tadpaney se Baaz nahi Aati…
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
Is DIL se kabhi ruswai mat karna..
Jab dil uth jaye humsey to bata dena.
Na bata kar bewafai mat karna.
Mujh say bi ziyadah gharib ho…..
Kya yaar tum bhi ajeeb ho,
mere dil ke kitne kareeb ho,
na milte ho na sms karte ho ,
kya tum mujh say bi ziyadah gharib ho…..
Dhoond laina mera haath pakar k mujhko
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon,
Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon,
Dhoond laina mera haath pakar k mujhko,
Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.
Dost akser yunhi ban jatay hain
Dost akser yunhi ban jatay hain
Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain.
Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain.
Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Woh nadiyan nahi thi, mere aansu thay
Woh nadiyan nahi thi mere aansu thay,
Jis per mere dost kashtiyan chalatay rahay,
Manzil milay unhain ye chahat thi meri,
Isliya hum ansu pe ansu bahatay rahay…
Woh aaj achanak hi yaad aa gaye
Jisay hum kab se bhulaye baithay thay,
Woh aaj achanak hi yaad aa gaye,
Jis ghum ki barish nay kiya tha barbaad,
Usi barish k badal aaj phir cha gaye.
Aap jaise log hume kuch khas lagte hai.
Aap jaise log hume kuch khas lagte hai.
mann me har waqt hum ek aas rakte hai,
jaane kab aa jaye sms aapka
is liye cell ko dil ke pass rakte hai
Nafrat tum kabhi na karna humse
Nafrat tum kabhi na karna humse….
hum ye seh nahi payenge….
ek bar keh dena humse aitbar nahi….
aapki duniya se has kar chale jayenge…
