dilon ki daastan usay kahan qabool thi
meri wafayain uske liye fazool thi
koi aas nahi par itna bata do
maine chaha use… kya yehi meri bhool thi
Tag: hindi shayari
Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
Kasti ke logo ne samundar ko na dekha.
Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala,
Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.
aap to anmol ho hamare liyay
Kitne aziz ho aap ye batain kaisay,
hamari sadgi aapko dikhain kaisay,
aap to anmol ho hamare liyay,
chand lafzo ke sms se apko samjhayain kaisay?
Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai
Dil ki hasti bikhar gayai hoti,
Aur rooh k zakham bhar gayai hotay,
Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai,
Warna hum tou kab k mar gayai hotay…
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati,
marna chahte hai magar maut paas nahi Aati.
Bahut Udaas hain hum is zindagi se,
Kismat bhi Tadpaney se Baaz nahi Aati…
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
Is DIL se kabhi ruswai mat karna..
Jab dil uth jaye humsey to bata dena.
Na bata kar bewafai mat karna.
Mujh say bi ziyadah gharib ho…..
Kya yaar tum bhi ajeeb ho,
mere dil ke kitne kareeb ho,
na milte ho na sms karte ho ,
kya tum mujh say bi ziyadah gharib ho…..
Dhoond laina mera haath pakar k mujhko
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon,
Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon,
Dhoond laina mera haath pakar k mujhko,
Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.
Dost akser yunhi ban jatay hain
Dost akser yunhi ban jatay hain
Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain.
Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain.
Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain

