Hum na hote to aap kho gaye hote,
Apni zindgi se ruswa ho gaye hote!
Yeh to aapko GOOD NIGHT kehne,
K liye jaag rahe hain,
warna hum to kab k so gye hote!!!
Khoobsurat si tumhari yaad…. Goodnight
Kabhi ati hai,
Khamoshi say,
Chupkey Say,
Rat mein,
Barsat mein,
Veeraney main,
Anjaney main,
Kise waja say,
Kis liye,
Kis ki khater,
Kis k liey,
Ye keya hey,
Ek ehsasss,
Ek pyass,
Phir bhi acchi lagti hai,
Unjani si,
Begaani si,
Phachaani si,
Khoobsurat si,
Tumhari yaad.
“GOOD NIGHTâ€
Hum apko good night kahne aate
Deepak mein agar noor na hota,
Tanha dil yeh majbhoor na hota,
Hum apko good night kahne aate,
Agar apka ghar itna door na hota.
Good night & have sweet dream…!
Good Night dear friend
Another day ends and
we look forward 2 a new day
with great anticipation.
But a true friendship never ends
whatever the passage of time.
Good Night dear friend.
May u sleep peacefully thru out the night
A bed of clouds for U to sleep,
Diamond stars as ur bedside lamp,
Angels from heaven singing lullabies for U,
May u sleep peacefully thru out the night.
“Good Nightâ€
So jao, So jao bina sms kiye hi so jao
So jao, So jao bina sms kiye hi so jao,
sapnay main BHOOT ayega or aapko yaad dilaye ga,
K aapne aj porey din mujhe yaad nahi kiya.
Koi baat nahi… “BHOOT NIGHTâ€
Aakash k taron me khoya hai jahan sara
Aakash k taron me khoya hai jahan sara,
Lagta hai pyara ek ek tara,
Un taron main sabse pyara hai ek sitara,
Jo is waqt parh raha hai sms hamara…
Good Night…!
Sote hue ko jagayenge hum
Sote hue ko jagayenge hum,
Aap ki ninde churayenge hum,
Har waqt sms kar satayenge hum,
Aap ko aayega ghussa lekin us
Ghusse me hi yaad to aayege hum.
Goodnight!
Daikh k apko har kali gungunane lagi
Chamkte chand ko neend ane lagi,
Apki khushi se duniya jagmagane lagi,
Daikh k apko har kali gungunane lagi,
Ab to fekhte-fekhte mujhe be neend ane lagi.
“Good Nightâ€
Bole to wo sweet dreams wala “Good Nightâ€.
Charon taraf hai phaili moonlite,
Machar bhi dene ko betab hai aapko lovebite,
Takiye ko galay laga ke sone ka tight,
Bole to wo sweet dreams wala “Good Nightâ€.
