Meri Eid ka Ta’alluq Teri Deed sey raha hai
na hoyee Deed Teri na hoyee hai Eid Meri
Eid aayee hai sab log kehtey hain
Eid aayee hai sab log kehtey hain
Tum jo aajao to mujhe Yaqeen aaye
Roshan roshan din ho sara
Roshan roshan din ho sara, roshan tar ho raat
Har jaib say ho eid kay din, khushion ki barsaat
EID Mubarak
EID MUBARAK ho Aapko
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar
Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar…
Chand ki chandni, apno ka pyaar…
Har ghadi ho khushaal
ussi tarhan Mubarak ho aapko
Eid ka yeh tyohaar!
“EID MUBARAKâ€
Eid milne jo Aap aajayein
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye
Is bahane se Eid ho jaye
Eid milne jo Aap aajayein
Meri b Eid, Eid ho jaye
Gulshan ko kar rahi Mo’attar Hawa-e-Eid
Gulshan ko kar rahi Mo’attar Hawa-e-Eid
Aata nahi kuch Nazar kuch b Siwaye Eid
Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko
Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
Bin mange aap per khushion ki bersat ho
Jub kabhi bin mange app per khushion ki bersaat ho,
jub kabhi app ka dil anjaani khushi se betaab ho,
to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai.
Happy Eid Day
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna
Suba jab bhi nikhar dekhna
Sham jab bhi bahar dekhna
Raat ko tanhai mein
Tare jab bhi her baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna
