Barbaad Howey , Badnaam Howey
Ek Teri Tamanna ki khatir..
Yeh Duniya To Hamari Ho Na Saki
Ek Tum Hi Hamary Ho jaaty
Tag: sad shayari
Aaj us ne dard bhi apne
Aaj us ne dard bhi apne elhaada kar liye,
Aj bhi roya to mere sath woh roya na tha..
Dheeray dheeray pyar barha kar chup jana
Dheeray dheeray pyar barha kar chup jana
Uss ka mujh ko pass bula kar chup jana
Yaad hay mujh ko raat ki tnhai sy dr kr
Un kali ankhin main ja kr chup jana
Who dekhy na kon yha pay aya tha
Us ki rah main dep jla kr chup jana
Dehry dehry chlna yun ky aht na ho
Us ky dil ky tar bjha kr chup jana
Raat main gr who pyar ka mtlb phuchy chand
Us ko mera nam bt kr chup jana
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
magar hamain bhool jana apki qismat me nahi,
chahoTo aazma k daikh lo,
khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
Tujhey bholnay ki koshish
Tujhy bhul jaon ye koshish kr k dakhun ga..
wesy daryaon ka ulta behna mumkin nai..
Dil ki nazuk dhadkano ko
Dil ki nazuk dhadkano ko
Mere sanam tumne dhadkana sikha diya
Jab se mila hai tera pyaar dil ko
Gham ne bhi muskurana sikha diya.
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa,
IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai,
HAI agar ishq to aankho mein dekho,
ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..
Dard Ka Tajir…
Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ?
Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya…
Mera shehar hi chor do
wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz
saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do
Kaisay guzarti hay raat meri
Kaun kehta hay k teri yaad say ghafil hay Saquib
Bister ki har shikan se poch kaisay guzarti hay raat meri..!
