Jiss din band ho gayi meri Aankhein,
Kayi Aankhon se uss din aansu barseinge,
Jo kehte hai bahut bolta hai,
Kabhi wohi meri Aawaz sunne ko tarseinge.
Tag: poetry sms
Bewaja kisi ko sataya nahi karte
Bewaja kisi ko sataya nahi karte,
had se ziyada kisi ko tarpaya nahi karte,
jinki sansain chalti ho apke sMs se,
unhe apne sMs k liye rulaya nahi karte. . .
Aap to khud aik gulab hain
Kaun sa phool paish karon,
Koi phool gulab nahin,
Aap to khud aik gulab hain,
Jiska koi jawab naheen…
Maut tak vo nazara yaad rehta hai
Mohabbat ko mohabbat ka ishara yaad rehta hai,
har pyar ko apna pyar yaad rehta hai,
wo pal jo yaar ki bahon me guzarta hai,
maut tak vo nazara yaad rehta hai
Likh sakte kisi ki taqdir agar hum.
Likh sakte kisi ki taqdir agar hum.
Aapki taqdir mein har khushi likh dete.
Jo mod aapko kamyabi dilaye.
har lakeer ko ussi taraf mod dete.
Woh zindagi kia jis main pyar na ho
Woh zindagi kia jis main pyar na ho,
Woh pyar hi kia jis main yadain na hon,
Woh yadain hi kia kis main tum na ho,
Woh tum hi kia jis main hum na hon,
Aap k ho ker bhi aap sey door rahey
Tamaam umer zindagi sey door rahey,
Apki khushi k liye apni khushi se door rahe.
Ab is say barh ker wafa ki saza kya hogi,
k aap k ho ker bhi aap sey door rahey…!!!
Rahtey hain jo nigaho se door
ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hai…
sab apne apne naseeb hote hain..
rahtey hain jo nigaho se door..
wahi dil ke kareeb hote hain
Lahroon say pani ko hataya nahin jaata
Ghamon main hasnay walon ko rulaya nahin jata,
Lahroon say pani ko hataya nahin jaata,
Bananay walay ban jatay hain apnay,
Kisi ko keh ker apna banaya nahin jata
Kabhi hasata hai pal
Kabhi hasata hai pal,
kabhi rulata hai pal,
har pal ki yaad dilata hai yeh pal,
chaho ya na chaho,
par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pal.
