Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
“Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain”
.
.
.
bus apni NAAK SAAF rakhna.
Tag: Funny SMS
Main maa Bannay wali hoon
Premika premi se: main maa Bannay wali hoon.
Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho.
Premika: haan
Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari
Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar k
tumhari maan banane wali hoon..
Life is like a MOVIE…
Life is like a MOVIE…
If u r sad – DRAMA
If u r afraid – SUSPENSE
If u r angry – ACTION
When u look at the mirror – HORROR
A man found his wife having affair with a guy.
A man found his wife having affair with a guy.
He decided 2 kill himself & his wife.
Apne kaan pe pistol lagai aur bola-
tu khush mat ho agla number tera hai!
Yeh tumhara sulagta hua jism…
Yeh tumhara sulagta hua jism…
kapkapatay hont….
larkharati Aawaz…
thartharata badan .
.
.
.
mujhe pehle se shak tha
k tumhain Malaria hai…..
Dil say dil mila ker to daikho
Dil say dil mila ker to daikho
hamari yad main ansu baha ker to daikho,
SMS to kia call bhi karaingay,
kabhi hamaray mobile main card dalwa ker to daikho
beta aik acha sa jhoot bolo
Uncle aik bachay se kehte hain :
beta aik acha sa jhoot bolo agar mujhe
pasand agaya to main tumhien paanch rupay doon ga
bacha masoomiat se : yeh lo ! abhi to das rupay kahay thay …. !!!!
Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai
Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai
Maa se ho to Ibadat
Baap se ho to Muqaddas
Bhai se ho to Aqeedat
Behn se ho to Farz
Aur BV se ho to.
Chunnu, Munnu, Guddu, Pappu
Subzi Mandi ki tarha
Lips Bhindi ki tarha,
Gaal Tamatar ki tarha,
Eyes Matar ki tarha,
Poora Face Gobih ki tarha,
Ya Allah Ek hi Dost diya,
Wo bhi Subzi Mandi ki tarha!!!
anso tumare niklein ankhein meri hon,
anso tumare niklein ankhein meri hon,
dil tumara dhadk dhadkane meri hon,
KHUDA KARE,
hamari dosti itni gahri ho,
K
naukri tum karo salary meri ho.
