girlfriend tells boyfriend in fanaa style
tere paiso ko mere purse mein panaah mil jaaye
mere ishq mein teri daulat fanaa ho jaaye
subhanallah! !!
girlfriend tells boyfriend in fanaa style
tere paiso ko mere purse mein panaah mil jaaye
mere ishq mein teri daulat fanaa ho jaaye
subhanallah! !!
Aishwaria Rai, Preety Zinta, Kareena Kapoor
in teenon main se kise ko hona ho ga maira zaroor
main janta hoon nahi ha itni ooqaat maire
lakin, lab pay aati ha dua ban kay tamana maire
Do u know similarity
between Dinosaurs and Decent Girls?
?
?
?
?
Both don’t exist.
Meray Allah larai se bachana mujh ko,
Aur sikha day koi banduk chalana mujhko!
Khair se laut k ayain meray abbu ghar main
Urr na jain woh dhamakay sai kahin daftar main !
Raat din jaam traffic na rahay sarkon per
Koi nala na gatar bhar kar bahay sarkon per!
Qalma gawaion ko musalman banaday yarab
Naik aur saheb-e-iman banaday yarab !
Naam-e-Islam ki hurmat ko bachalay yarab
Waqt kai sarazy yazidon ko uthalay yarab
Lub pai aati hai dua ban kay tamanna meri
1 memon k ghar ko aag lag gai,
woh ghar ko bacha nahin saka,
guess kion?
because wo sari raat fre brigade
walon ko miss calls marta raha.
Macher ne 1 admi ko din main kata,
admi ne kaha:”tum to rat main kat’tay hona?”
Macher bola,”ghar k halat kharab hain over time ker raha hon.”
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
“Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain”
.
.
.
bus apni NAAK SAAF rakhna.
Premika premi se: main maa Bannay wali hoon.
Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho.
Premika: haan
Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari
Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar k
tumhari maan banane wali hoon..
Life is like a MOVIE…
If u r sad – DRAMA
If u r afraid – SUSPENSE
If u r angry – ACTION
When u look at the mirror – HORROR
A man found his wife having affair with a guy.
He decided 2 kill himself & his wife.
Apne kaan pe pistol lagai aur bola-
tu khush mat ho agla number tera hai!