Lips Bhindi ki tarha,
Gaal Tamatar ki tarha,
Eyes Matar ki tarha,
Poora Face Gobih ki tarha,
Ya Allah Ek hi Dost diya,
Wo bhi Subzi Mandi ki tarha!!!
Tag: Funny SMS Jokes
Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai
Koray kaghaz pe likha tera naam hai,
Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai,
“Dimaghi tawazun theek nahi”
dhondnay wale ko 50,000 ka inaam hai
Sardar ne makhi k par tor k kaha
Sardar ne makhi k par tor k kaha,Urr ja.
But..
makhi nahin uri,
Sardar ne kaha,
Sabit hua agar makhi k par tor diye
jain to makhi sun nahin sakti
Chota Sardar: Mummy Kal Raati Jadu Hoya…..
Chota Sardar: Mummy Kal Raati Jadu Hoya…..
Main Bathroom DA darwaja Kholaya Te Light Ap he Jal Paree.
Mummy :Oyeeeeeeee Tu fir Fridge Vich Susu Kar ditaaa
Susti bhare jism ko jagate kyun nahi
Susti bhare jism ko jagate kyun nahi,
Uth kar sab k saamne aate kyo nahi,
Msg bhi tumhara smell marta hai,
Thodi himmat kar k NAHATE kyun nahi…
Main maa Bannay wali hoon
Premika premi se: main maa Bannay wali hoon.
Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho.
Premika: haan
Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari
Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar k
tumhari maan banane wali hoon..
Life is like a MOVIE…
Life is like a MOVIE…
If u r sad – DRAMA
If u r afraid – SUSPENSE
If u r angry – ACTION
When u look at the mirror – HORROR
A man found his wife having affair with a guy.
A man found his wife having affair with a guy.
He decided 2 kill himself & his wife.
Apne kaan pe pistol lagai aur bola-
tu khush mat ho agla number tera hai!
Yeh tumhara sulagta hua jism…
Yeh tumhara sulagta hua jism…
kapkapatay hont….
larkharati Aawaz…
thartharata badan .
.
.
.
mujhe pehle se shak tha
k tumhain Malaria hai…..
Dil say dil mila ker to daikho
Dil say dil mila ker to daikho
hamari yad main ansu baha ker to daikho,
SMS to kia call bhi karaingay,
kabhi hamaray mobile main card dalwa ker to daikho
