Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..
Tag: Funny SMS Jokes
The brain is a wonderful organ
The brain is a wonderful organ.
It starts working the moment you get
up and does not stop until u get into the office…
Larki aa rahi hay ya ja rahi hay
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai …:p
A pathan said to his friend
A pathan said to his friend:
“mujhy smajh nahi aati k log
maheena maheena kaisy nhi nahatay?
Mujhy to 28vein din kharish hona shuru ho jati hai”.
Raam nay been bajai
Raam nay been bajai,
or seeta duur k ayai…
Kishan nay bansuri bajai,
or Radha bhaag k ayai…
aur hum nay sirf seeti bajai,
Woh sali BHAI ko lay aai :phehe
Yeh afwahain kon phaila raha hay
Tum
Achey
Imandaar
Sundur
Samajhdar
Khobsurat
Dimagh walay
Ho….
.
.
.
.
.
.
pata karo yeh afwahain
kon phaila raha ha:p
Guddu gana ga raha tha
Guddu gana ga raha tha,
“aaj main ooper Aasma neechay”
To Pappu nay Guddo ko bohut maara,
Bhala kion???
kion k Aasma pappu ki behan thi.
hehe:p
Kash tum bakri hotay
Kash tum bakri hotay !
Main tumhain ghaas khilata
or pyar say tumhara
seeng hilata aur pochta…
PAGAL kon???
tum ya Main?
or tum pyar say boltay Main Main..
Larkian badal jati hain, larkay nahin
1 larka 1 larki k sath baitha tha,
2nd day dosri larki k sath daikha gia,
3rd day koi aur larki thi
4th day kisi new larki k sath tha
Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
Hum doston ko bohut buri saza dete hain
Hum doston ko bohut buri saza dete hain,
Wah wah..!!
Irshad Irshaad..!!
Hum doston ko bohut buri saza dete hain,
Joota nahin maartay,
bus
Moza sungha dete hain…
