Girl: if u will try 2 kiss me, main shore macha dungi.
Boy:Lekin yahan to dur tak koi nahi hai.
Girl: i know but formality to poori karni hi padegi..
Tag: Funny Jokes
Boy: mujh sy shadi karo gi?
Boy: mujh sy shadi karo gi?
Girl: kyaa!
Boy: achi film hai na!!!
Girl: kutty k bachy.
Boy: WHAT????
Girl: kitny cute hotty hain na!
Main nay pocha chand say
Main nay pocha chand say,
daikha hay kahin mera yaar sa haseen
chand nay kaha:-
Salay itnay upar say dikhta hay kia?
Sari phul-jhariyan yahi rehti
Child: Mom is bar hum sare patakhe is shop se lenge.
Mom: lekin beta ye to girls hostel hai.
Child: Papa to kehte hain k sari phul-jhariyan yahi rehti hain…
Phir sala nursery say hi to parhna hai !!
Parh likh kar kya karna hai,
Akhir 1 din sabko marna hai,
Mar kar bhi agar janam liya,
to phir sala nursery say hi to parhna hai !!
So enjoY!!
uska naam hi yaad nahi aata
Santa bar me ro raha tha.
Bartender: Kyo ro rahe ho?
Santa: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun
uska naam hi yaad nahi aata.
—> Jaa meray mizail jaa
>—>
>—>
Ja mere Mizail ja, jo mujhe SMS na kare us k Dimagh me phat ja
< —<
arey
wapis Q agaya?
Mizail: us k paas to dimag hi nahi
When u feel lonely and alone
When u feel lonely and alone
& cannot see any one around you,
the world seems to be fading away,
come along with me
i’ll take u to an eye specialist !!
Aray hamain to apnon ne luta
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha
Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha,
Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha,
mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha,
Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha,
Mujhe jiS beD per litaya is k nichay bomb tha,
Mujhey to bomb se uraya, goli main kahan dam tha
or mujhe sarak per dafnaya Q K us din,Qabristan main function tha
Kal raat machar ne kata mere chehre par
kal raat machar ne kata mere chehre par,
dil mien junoon tha…aankhoon mien khoon tha,
uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya,
kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha
