Kal ho “AAJ” jaisa,
Mahal ho “TAJ” Jaisa,
Phool ho “GULAB” jaisa,
or Zindagi k her qadam pe FRIEND HO
?
?
?
?
?
excuse me ?
?
hellO
.
Friend ho ?
.
Mujh jaisa (H):p
Category: Misc SMS Jokes
Miscellaneous sms jokes that are hard to categorize, I consider them as simply hilarious sms jokes. Latest / new Misc SMS Jokes, best rated Misc SMS Jokes, lovely Misc SMS Jokes, English Misc SMS Jokes, Misc SMS Jokes text messages, funny Misc SMS.
1 subah memon ki biwi mar gaye
1 memon subha so ko utha to
dekha ke uski biwi mar gaye hay.
Wo foran kitchen me gaya or
apni beti ko galay laga kar rony laga or
bola,“1 banday ka nashta kam bananaâ€
Hum doston ko bohut buri saza dete hain
Hum doston ko bohut buri saza dete hain,
Wah wah..!!
Irshad Irshaad..!!
Hum doston ko bohut buri saza dete hain,
Joota nahin maartay,
bus
Moza sungha dete hain…
Lub pai aati hai dua ban kay tamanna meri
Meray Allah larai se bachana mujh ko,
Aur sikha day koi banduk chalana mujhko!
Khair se laut k ayain meray abbu ghar main
Urr na jain woh dhamakay sai kahin daftar main !
Raat din jaam traffic na rahay sarkon per
Koi nala na gatar bhar kar bahay sarkon per!
Qalma gawaion ko musalman banaday yarab
Naik aur saheb-e-iman banaday yarab !
Naam-e-Islam ki hurmat ko bachalay yarab
Waqt kai sarazy yazidon ko uthalay yarab
Lub pai aati hai dua ban kay tamanna meri
Aray hamain to apnon ne luta
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha
Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha,
Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha,
mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha,
Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha,
Mujhe jiS beD per litaya is k nichay bomb tha,
Mujhey to bomb se uraya, goli main kahan dam tha
or mujhe sarak per dafnaya Q K us din,Qabristan main function tha
Imagine world without girls
Imagine world without girls
roads sunsan markets viran
na janu na jan
na koi girl friend k liye preshan
bas namaz & quran
&
sarey larke direct jannat ul maqam
anso tumare niklein ankhein meri hon,
anso tumare niklein ankhein meri hon,
dil tumara dhadk dhadkane meri hon,
KHUDA KARE,
hamari dosti itni gahri ho,
K
naukri tum karo salary meri ho.
Abhi to sirf plot kharida hay
1 makhi ganjay k sir per ja bethi,
Dosri makhi nay kaha,
“Wah kia ghar mila hai tujhey”
Pehli makhi boli:
“Kahan yaar, abhi to sirf plot kharida hai”
Aaj maine 2 kasam khai hain
Aaj maine 2 qasam khai hain
1)Kisi bhi parayi larki pey nazar nahi dalunga
Aur
2) Kisi bhi ladki ko paraaya nahi samjhunga….
Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai
Koray kaghaz pe likha tera naam hai,
Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai,
“Dimaghi tawazun theek nahi”
dhondnay wale ko 50,000 ka inaam hai
